Saturday

jab ek-ek fhool uda le gayi hawa


jab ek-ek fhool uda le gayi hawa,
us din bahaar ko mere ghar ka pata chala,
or jab uthaa le chale hame 4 log,
us din mere pyaar ko mere pyaar ka pata chala.

No comments:

Post a Comment